OST : Hari Hari Churiyan
Singer : Rahat Fateh Ali Khan
Channel : Har Pal Geo
Hari Hari Churiyan OST Lyrics From GEO TV Sung By Rahat Fateh Ali Khan
Ishq kia hai paas ho ke bhi door door rehna Zindagi hai dhoop chhaun ke darmiyan Ham yahin hain kahin Tu jahan mein wahin Har jagha har jagha Dil hain do bhi to kia dharkanein aik hain Sun zara ye sada Hathon ke paron mein rang dekh abhi tak hai taza Wo titliyan dil ke har koney mein Raat aur din gungunaye Teri churiyan Hari hari churiyan Hari hari churiyan Sham ki surmayi shaal aurhe huye Yaad ki khirkiyan baal khole huye Teri raahon mein aankhein bichaye huye Hijar ki raagni wasal ki hai chandni mein royi Meri kehkasahn kon jaane kahan kis gali ke mor pe tooti Hari churiyan Hari hari churiyan Hari hari churiyan Aik pathar ko mein moum kaise karon Shaq mein doobe huye dil mein kaise jiyon Such ki sachai mein lafz kaise bharon Kis kadar akeli hoon chand hai na koi sitara Khaali aasman.. Dodhiya kalayi mein Bondhi ho ke reh gayi Meri chooriyan Hari hari chooriyan Hari hari chooriyan
LYRICS RATING
Rate the above and if you find any mistake in lyrics please let us know in comments.
Dil do bhi to kia dharkanein aik hain >> Dil hain do bhi to kia dharkanein aik hain
Hijar ki ragni wasal ki hai chandni mein royi >> Hijar ki raagni wasal ki hai chandni mein royi
Kis kadar akeli hon jaan hai na koi hai Sitara khali aasman >> Kis kadar akeli hoon chand hai na koi sitara, …. Khali asman