OST: Yaqeen Ka Safar
Singer: Hadiqa Kiyani
Composition: Waqar Ali
Lyrics: Naseer Turabi
Post: Syed Tanveer Alam
D.O.P: Tameen Nizami
Writer: Farhat Ishtiaq
Producer: Momina Duraid
Director: Shehzad Kashmiri
Yaqeen Ka Safar OST Lyrics – Hadiqa Kiyani & Waqar Ali | HUM TV
Guman ke bad yaqeen ka Safar nikalta hai Ye kon sath sar-e-raah guzar nikalta hai Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai Gumaan ke baad yaqeen ka safar nikalta hai Main teri yaad ke khalchon se tang hon, kiya kiya Main teri yaad ke khalchon se tang hon, kiya kiya Mein tere waqt ke hamrah, chal nahi sakti Ke tera waqt, mujhe rond kar nikalta hai Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai.
Related Items:
Yaqeen Ka Safar Drama OST Lyrics
Yaqeen Ka Safar Drama HD OST
Yaqeen Ka Safar Drama Actress Wallpaper
Yaqeen Ka Safar Drama Schedule
LYRICS RATING
Rate the above lyrics and if you find any mistake please let us know in comments.
Full and corrected version of the lyrics
Gumaan ke baad yaqeen ka safar nikalta hai
Ye kon sath sare raahguzar nikalta hai
Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya
Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai
Gumaan ke baad yaqeen ka safar nikalta hai
Main teri yaad ke khalchon se tang hon, kiya kiya
×2
Mera hisaab magar mukhtasar nikalta hai
×2
Mein tere waqt ke hamrah, chal nahi sakti
×2
Ke tera waqt, mujhe rond kar nikalta hai
×2
Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya
Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai.
Love it such a meaningful line’s.
Mujhe na dekh magar itna bekhabar to na ban,
Teri taraf mera qarz-e-nazar nikalta hai