Songs Lyrics OST Bay Imaan Muhabbat Ary Dital

298 0
OST
Bay imaan muhabbat
Singer
Sara Raza Khan
Composer
Sahir Ali Bagga
Lyrics
Imran Raza
Channel
Ary Digital

Teri dhak dhak sy main sari
hi hil jaoun

Khushiyon ky dhagon sy rangon mein
sil jaoun

Zara hairat ky ab kankar
Chunti main

Jheel mein soye howey chanda ko
yon jagaoun

Aao ab nadiya ko naao mein
mil ky daboyein

Aao ab sapno ki chaoun mein
chupky soyein

Khawabon ky mirchi sy
si si karti ye aankhein

Har sapny ko ji ji karti hain
haaye kiya karon

Main kiya karon…!!!

Leave a Reply

avatar
  Subscribe  
Notify of